इस कविता को पढने के लिए क्लिक करें/ if u want to read this plz click this image.................
haan mai tawayaf hoon
haan mai tawaf hoon
mai har mahfil ki jinat hoon
mai har aashiq ki chahat hoon
haan mai tawayaf hoon
mai nahi toh duniya aadhoori lage
log ladte rahe aur jhagadte rahe
giddh bankar ek dooje par jhaptate rahe
maine neeli pili aankho mein shaitani dekhi hai
har chehre par apni ek si khahaani dekhi hai
iss albeli duniya ki ek anokhi rawayat hoon
haa mai tawayaf hoon
haan mai tawaf hoon
maine doojon ke khatir hain raate jagi
aaeena to jo dikha toh thagi si lagi
mere chaukhat par sabka aana jaana laga
maine hindu muslim mein na koi farq rakha
maine zamaane ko khushiyan di thi magar
iss zamaane ko meri thi kyu fiqar
shayad kisi faqir ki beman si shikayat hoon
haan mai tawayaf hoon
haan mai tawayaf hoon
हाँ मैं तवायफ हूँ
हाँ मैं तवायफ हूँ
मै हर महफ़िल की जीनत हूँ
मै हर आशिक की चाहत हूँ
हाँ मै तवायफ़ हूँ
मै नहीं तो दुनिया अधूरी लगे
लोग लड़ते रहे और झगडते रहे
गिद्ध बन कर एक-दूजे पर झपटते रहे
मैंने नीली-पीली आँखों में शैतानी देखी है
हर चहरे पर अपनी एक सी कहानी देखी है
इस अलबेली दुनिया की एक अनोखी रवायत हूँ
हाँ मै तवायफ़ हूँ
हाँ मै तवायफ़ हूँ
मैंने दूजों के खातिर हैं रातें जगीं
आईना जो दिखा तो मै ठगी सी लगी
मेरी चौखट पर सबका आना जाना लगा
मैंने हिंदू-मुस्लिम में कोई न फर्क रखा
मैंने ज़माने को खुशियाँ दी थी मगर
इस जमाने को मेरी थी क्यों फिकर
शायद किसी फकीर की बेमन सी कोई शिकायत हूँ
हाँ मै तवायफ़ हूँ
हाँ मै तवायफ़ हूँ
haan mai tawayaf hoon
haan mai tawaf hoon
mai har mahfil ki jinat hoon
mai har aashiq ki chahat hoon
haan mai tawayaf hoon
mai nahi toh duniya aadhoori lage
log ladte rahe aur jhagadte rahe
giddh bankar ek dooje par jhaptate rahe
maine neeli pili aankho mein shaitani dekhi hai
har chehre par apni ek si khahaani dekhi hai
iss albeli duniya ki ek anokhi rawayat hoon
haa mai tawayaf hoon
haan mai tawaf hoon
maine doojon ke khatir hain raate jagi
aaeena to jo dikha toh thagi si lagi
mere chaukhat par sabka aana jaana laga
maine hindu muslim mein na koi farq rakha
maine zamaane ko khushiyan di thi magar
iss zamaane ko meri thi kyu fiqar
shayad kisi faqir ki beman si shikayat hoon
haan mai tawayaf hoon
haan mai tawayaf hoon